Wednesday 11 July 2012

DArd-E-Tanhai Mein


Tanhaniyon Mein 
Teri Kami Hai 
Beechainiyaan Hai Saansein Ruki Hai 
Tanhaniyon Mein 
Teri Kami Hai 

Aankhon Mein Aasun 
Thamte Nahi Hai
Kaise Hai Yeh Pal 
Katte Nahi Hai 

DArd-E-Tanhai Mein 
DArd-E-Tanhai Mein 
DArd-E-Tanhai Mein 
DArd-E-Tanhai Mein 

Phoolon Ki Yeh Shakhe 
Hai Kaanton Se Hain Saji
Meetne Se Na Meetegi 
Dil Ki Yeh Bebasi 
Jo Hum Pe Guzrei Hai
Beete Tum Pe Kabhi
Tumko Bhi Yaad Aai 
Beete Baatein SAbhi

Muskil Hai Kushiyon Se
Gum Ka Milna Yahan
Jo Gum Mein Lipta Hai 
Mere Dil Ka Jahan

DArd-E-Tanhai Mein 
DArd-E-Tanhai Mein 
DArd-E-Tanhai Mein 
DArd-E-Tanhai Mein 

Kaise Bhi HUm Jeeyenge 
Kabhi Socha Hi Nahi 
Jo Sapne Tut Jaaye
Woh Judte Phir Nahi 
Dasti Hai Yaadon Ki Parchaiya Teri
Aawara Is Dil Koi Manzil Hi Nahi 
Sahil Se Yeh Lehrein Kyun Hoti Hai Juda
Aankhon Ke Yeh Aansu Tujhe Hai Sajja

DArd-E-Tanhai Mein 
DArd-E-Tanhai Mein 
DArd-E-Tanhai Mein 
DArd-E-Tanhai Mein